Sunday, September 11, 2011

Gehri neeli shaam.......




Tumara naan meri sanso mein basa hai
Tumara naan meri tun badan mein zindagi bun ke rehta hai
Sun sako to suno
ke in fizzaon ke honton per bhi tumara hi naam hai
Aa sako to aajawo ke meri saath yeh fizzaon bhi
sadiyon se tumari interzaar me hai

Goonja raha hai dil me na jaanay kab se tumara naam
Goonja raha hai dil me na jaanay kab se tumara naam
Aawon rasata dekhrahi hai gehri neeli shaam,
geri neeli shaam

Goonja raha hai dil me na jaanay kab se tumara naam
Aawon rasata dekhrahi hai gehri neeli shaam,
geri neeli shaam

Baadal parbat jeel paarinday jurnay phool hava
puch rahay hai yeh sub mujsay tum aawongay kya,
tum aawongay kya

Inke umeeday mere saapnay honay na do na kaam
Aawon rasata dekhrahi hai gehri neeli shaam,
geri neeli shaam

Sar ko chukai per khudhayhai ghum sum hai rahay
Me hu ghum hai tunhai hai aur thundi ahay,
aur thundi ahay

Aab ajawo honay nahi do pyar ka yeh anjaam
Aawon rasata dekhrahi hai gehri neeli shaam,
geri neeli shaam

Goonja raha hai dil me na jaanay kab se tumara naam
geri neeli shaam

No comments:

Post a Comment