Friday, September 2, 2011





aashayein aashayein aashayein

kuch paane ki ho aas aas
koi armaan ho jo khaas khaas
aashayein aashayein
har koshish me ho vaar vaar
kare dariyon ko aar paar
aashayein aashayein
toofano ko chirke
manzilon ko cheen le


aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi
aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi

uud jaye leke khushi
apne sang tujhko vahaan
jannat se mulakat ho
puri ho tere har dua

aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi
aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi

guzre aise har raat raat
ho khwaishoon se baat baat
aashayein aashayein
lekar suraj se aag aag
gaayeja apna raag raag
aashayein aashayein
kuch aisa kar ke dikha
khud khush ho jaaye khuda

aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi
aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi

apni vo raftar ho rokae sae bhi tu na rukae
hasil kar aesa shikhar parvat ki bhi nazare uttae
aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi


No comments:

Post a Comment