Tuesday, September 13, 2011




ruk jaanaa naheen too kahee haar ke
kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
o raahee, o raahee

sooraj dekh ruk gayaa hai, tere aage zook gayaa hai
jab kabhee ayese koee masataanaa
nikale hain apanee dhoon mein deewaanaa
shaam suhaanee ban jaate hai, din intajaar ke

saathee naa kaarawaan hai, ye teraa imtihaan hai
yoohee chalaa chal dil ke sahaare
ke detee hain manjaeel tuz ko ishaare
dekh kahee koee rokaa naheen le, tuz ko pukaar ke




Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Chandni Jharne Ghatayen
Geet Baarish Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile

Dekho Nadi Ke Kinare
Panchi Pukare Kisi Panchi Ko
Dehko Yeh Jo Nadi Hai Milne Chali Hai
Sagar Hi Ko
Yeh Pyaar Ka Hi Sara Hai Caravan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile

Kaise Kisi Ko Batayen
Kaise Yeh Samjaayen Kya Pyaar Hai
Is Mein Bandhan Nahin Hai
Aur Na Koyi Bhi Deewaar Hai
Suno Pyaar Ki Nirali Hai Daastaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Chandni Jharne Ghatayen
Geet Baarish Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile


Saagar Kinare Dil Yeh Pukare
Tu Jo Nahin To Mera Koi Nahin Hai

Jaage Nazaare Jaagi Havaaein
Jab Pyar Jaaga Jaagi Fizaaein
Pal Bhar Ko Dil Ki Duniya Soyi Nahin Hai
Saagar Kinare Dil Yeh Pukare...

Lehron Pe Naache Kirnon Ki Pariyaan
Maein Khoi Jaise Saagar Mein Nadiya
Tu Hi Akeli To Khoi Nahin Hai
Saagar Kinare Dil Yeh Pukare...




ki: hmmmmm..., hmmm..., hmmmmmm...
Khvaab ho tum yaa koi haqeeqat
kaun ho tum batlaao
der se kitni door khaDi ho
aur qarib aa jaao
(subah pe jis tarah, shaam kaa ho gumaaN) -2
zulfon mein ek chehraa, kuchh zaahir kuchh nihaar

*fast*
Khvaab ho tum yaa koi haqeeqat
kaun ho tum batlaao
der se kitni door khaDi ho
aur qarib aa jaao
chorus: Khvaab ho tum yaa koi haqeeqat
kaun ho tum batlaao
der se kitni door khaDi ho
aur qarib aa jaao

ki: (dhaDkanon ne suni, ik sadaa paaon ki) -2
(aur dil pe lahraai, aaNchal ki chhaaon si) -2
Khvaab ho tum yaa...
All: Khvaab ho tum yaa...

ki: (mil hi jaati ho tum, mujhko har moD pe) -2
(chal deti ho kitne, afsaane chhoD ke) -2
Khvaab ho tum yaa...
chorus: Khvaab ho tum yaa...
ki: (phir pukaaro mujhe, phir meraa naam lo) -2
(girtaa hooN phir apni, baahon mein thaam lo) -2
Khvaab ho tum yaa...
sab: (Khvaab ho tum yaa...) -2



Chhookar Mere Man Ko Kiya Toone Kya Ishaara
Badla Yeh Mausam Lage Pyaara Jag Saara

Tu Jo Kahe Jeevan Bhar Tere Liye Maein Gaoon
Geet Tere Bolon Pe Likhta Chala Jaoon
Mere Geeton Mein Tujhe Dhoonde Jag Saara
Chhookar Mere Man Ko

Aaja Tera Aanchal Yeh Pyaar Se Maein Bhar Doon
Khushiyaan Jahan Bhar Ki Tujhko Nazar Kar Doon
Tu Hi Mera Jeevan Tu Hi Jeene Ka Sahaara
Chhookar Mere Man Ko


ek ajanabii, hasiinaa se, yuun mulaakaat, ho gaii
phir kyaa huaa, ye naa puuchho, kuchh aisii baat, ho gaii
ek ajanabii ...

vo achaanak aa gaii, yuun nazar ke saamane
jaise nikal aayaa ghataa se chaand
chehare pe zulfen, bikharii huii thiin
din mein raat ho gaii
ek ajanabii ...

jaan-e-man jaan-e-jigar, hotaa main shaayar agar
kahataa gazal terii adaaon par
main ne ye kahaa to, mujhase kafaa vo
jaan-e-hayaat ho gaii
ek ajanabii ...

khuubasuurat baat ye, chaar pal kaa saath ye
saarii umar mujhako rahegaa yaad
main akelaa thaa magar, ban gaii vo hamasafar
vo mere saath ho gaii
ek ajanabii ...



Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

Har Shyam Aankhon Par
Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki
Baarat Le Aaye
Maein Saans Leta Hoon
Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa
Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi
Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal ...

Tum Sochogi Kyon Itna
Maein Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana
Maein Bhi Iqraar Karoon
Dewaanon Ki Yeh Baatein
Deewane Jaante Hain
Jalne Mei Kya Mazaa Hai
Parwanr Jaante Hain
Tum Yunhi Jalate Rehna
Aa Aakar Khwabon Mein
Pa L Pal ...

Sunday, September 11, 2011

Is Deewane ladke




Arz Hai, Dawa Bhi Kaam Na Aaye, Koi Dua Na Lage
Mere Khuda Kisi Ko, Pyar Ki Hawa Na Lage

Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane, Kyun Yeh Ghabraye
Dard-E-Dil, Jaane Na, Paas Maein Jitna Aaun
Utni Door Yeh Jaaye, Jaaye, Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye...

Rang Na Dekhe, Roop Na Dekhe,
Yeh Jawaani Ki, Dhoop Na Dekhe

Arz Hai, Kuch Majnu Bane, Kuch Raanjha Bane
Kuch Romeo, Kuch Farhad Hue
Is Rang Roop Ki Chaahat Mein, Jaane Kitne Barbaad Hue, Vo Dekho

Ishq Mein Iske, Baanvri Hoon Mein
Yeh Bhala Hai To, Kya Buri Hoon Mein
Yeh Ladka, Hai Phir Bhi, Jaane Kyun Sharmaaye,
Jaane Kyun Sharmaaye, Haan Sharmaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye...

Jaanti Hoon Mein, Yeh Tadapta Hai
Pyar Mein Iska, Dil Dhadakta Hai

Jise Dekho Dil Ki Dhuni Ramata Hai
Are Yeh Mandir Nahin Hai, Shivala Nahin Hai
Haseenon Se Kehdo Kahin Aur Jayen
Mera Dil Hai Dil, Koi Dharamshala Nahin Hai

Yeh Akele Mein, Aah Bharta Hai
Phir Bhi Kehne Se, Yeh Kyun Darta Hai
Sach Kuchh Bhi, Bole Na, Jhoothi Baat Banaaye
Jhoothi Baat Banaaye, Haan Banaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye...

Phool Khilte Hain, Bahaaron Ka Sama Hota Hai
Aise Mausam Mein Hi To, Pyar Jawaan Hota Hai
Dil Ki Baaton Ko, Hothon Se Nahin Kehte
Yeh Fasaana To, Nigaahon Se Bayaan Hota Hai

Gehri neeli shaam.......




Tumara naan meri sanso mein basa hai
Tumara naan meri tun badan mein zindagi bun ke rehta hai
Sun sako to suno
ke in fizzaon ke honton per bhi tumara hi naam hai
Aa sako to aajawo ke meri saath yeh fizzaon bhi
sadiyon se tumari interzaar me hai

Goonja raha hai dil me na jaanay kab se tumara naam
Goonja raha hai dil me na jaanay kab se tumara naam
Aawon rasata dekhrahi hai gehri neeli shaam,
geri neeli shaam

Goonja raha hai dil me na jaanay kab se tumara naam
Aawon rasata dekhrahi hai gehri neeli shaam,
geri neeli shaam

Baadal parbat jeel paarinday jurnay phool hava
puch rahay hai yeh sub mujsay tum aawongay kya,
tum aawongay kya

Inke umeeday mere saapnay honay na do na kaam
Aawon rasata dekhrahi hai gehri neeli shaam,
geri neeli shaam

Sar ko chukai per khudhayhai ghum sum hai rahay
Me hu ghum hai tunhai hai aur thundi ahay,
aur thundi ahay

Aab ajawo honay nahi do pyar ka yeh anjaam
Aawon rasata dekhrahi hai gehri neeli shaam,
geri neeli shaam

Goonja raha hai dil me na jaanay kab se tumara naam
geri neeli shaam

saawali se ek ladki

Saturday, September 10, 2011



Zara Zara Si Baatein
Teri Mujhko Yaad Aati Hai
Mere Dil Ko Tadapati Hai Raato Mein
Zara Zara Si Baatein
Beete Lamhe Le Aati Hai
Tasveere Si Ban Jati Hai Aankho Mein
Koi Bana Ke Bahana

Mere Ghar Ko Tera Aana
Har Shaam Milne Ke Liye
Halke Gulabi The Wo
Jo Phool Tune Mujhko
Ek Roj Laa Ke The Diye
Aur Ab Phoolo Ki
Khushbooae Jo Kahi Aati Hai
Mujhko Tanha Kar Jati Hai….Raaho Mein

Dariya Kinaare The Hum
Saasein Thi Madham Madham
Chhitki Hui Thi Chandni
Sahil Par Aati Lehre
Thi Jaise Gaati Lehre
Anjaani Koi Rangini
Aur Ab Sahil Pe
Gaati Lehre Jo Aati Hai
Tufaa Jaise Wo Lati Hai….Yaado Mein
Zara Zara Si Baatein
Teri Mujhko Yaad Aati Hai
Mere Dil Ko Tadapati Hai….Raato Mein
Zara Zara Si Baatein
Beete Lamhe Le Aati Hai
Tasveere Si Ban Jati Hai….Aankho Mein



Peele Patto Ka Masuam Ja Chuka Hai
Zameen Mein Har Taraf Rang Hi Rang Hain
Shokh Aur Dilkash Ujale Aasmaan Mein
Safed Badlon Ki Tukdiyan Tair Rahi Hain
Vadiyon Mein Hari Ghas Ki Kaleen Bheech Gaye Hai
Yehin Sab Kuch Tha Jab Hum Tum Mile The
Wohin Sab Kuch Hai Lekin Tum Nahi Ho

Jab Geet Hawaon Ne Gaaye
Tum Yaad Aaye
Jab Khushbu Ke Badal Chaaye
Tum Yaad Aaye
Jab Subahon Ne Rang Chalkaiye
Tum Yaad Aaye
Jab Meheke Shamo Ke Saayen
Tum Yaad Aaye
Tum Yaad Aaye

Jab Geet Hawaon Ne Gaaye
Tum Yaad Aaye
Jab Khushbu Ke Badal Chaaye
Tum Yaad Aaye

Jab Koi Sunehara Din Aaya
Jab Mausam Jhooma Gehraya
Jab Rut Ne Li Ek Angdai
Jab Dhoop Mein Narmi Si Aaye
Jab Rang Naye Kaliyon Ko Mile
Jab Dali Dali Phool Khile
Jab Phoon Pe Bhwarein Mandrayien
Tum Yaad Aaye
Jab Geet Hawaon Ne Gaaye
Tum Yaad Aaye

Jab Koi Suhani Raat Aai
Jab Sapno Ki Baarat Aai
Jab Amber Mein Raatein Damke
Jab Aangan Mein Jugnu Chamke
Jab Hui Ghaneri Khamoshi
Jab Chaaye Halki Behoshi
Jab Raat Ne Tan Maan Peghlaye
Tum Yaad Aaye





Samunder ki lehre, Apni saron pe jhak ke,
Taaj sajaye, Itlati huyee,
Sahilon ki taraf, Badhti hai..
Sahilon par chataane hai,
Lehre chaknachur ho jati hai,
Aksar, sapne bhi, sachhaiyon se, takrake yuhi, tutte hai,
Magar dil woh kambakht hai, ke phir bhi Ummeed karta hai,
Shayad Kabhie, shayad kahin..

Sagar se bhi gehri hai tanhaaiyan
raat se bhi kali gham ki parchaiyan,
Dhoond ti hun tumhe khoye najane
ho tum kahaan tum kahaan tumho kahaan,
Sagar se bhi gehri hai tanhaaiyan
raat se bhi kali gham ki parchaiyan,
Dhoond ti hun tumhe khoye najane
ho tum kahaan tum kahaan tumho kahaan,

Suni suni hai suni suni hai sapno
ki ye wadiyan, suna suna hai,
suna suna hai armano ka ye jahaan,
Suni suni hai suni suni hai sapno ki ye wadiyan,
suna suna hai, suna suna hai armano ka ye jahaan,
Phaylaa hai inhawaon main
jaise dhuwan tum ho kahaan, tum ho kahaan,

Khoi khoi hai khoi khoi hai dhadkan
ki har dastan khoya khoya hai khoya
khoya hai yadon ka har karwan,
Khoi khoi hai khoi khoi hai dhadkan
ki har dastan khoya khoya hai khoya
khoya hai yadon ka har karwan,
Hairaan hai yezamee aur ye
asmaan tum kahaan tum ho kahaan,

Sagar se bhi gehri hai tanhaaiyan
raat se bhi kali gham ki parchaiyan,
Dhoond ti hun tumhe khoye najane
ho tum kahaan tum kahaan tumho kahaan.......



Yeh laal rang kab mujhe chhodega - 2
Mera gham kab talak mera dil todega
Yeh laal rang kab mujhe chhodega

Kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu - 2
Yeh to pyaala sharaab ka ban gaya yeh lahoo
Yeh laal rang kab mujhe chhodega

Peene ki kasam daal di, peeoonga kis tarah - 2
Yeh na socha tune yaar main jeeoonga kis tarah
Yeh laal rang kab mujhe chhodega

Chala jaaoon kahin chhodke main tera yeh shaher, haan
Chala jaaoon kahin chhodke main tera yeh shaher
Na to yahan amrit mile peene ko na zaher
Yeh laal rang kab mujhe chhodega
Mera gham kab talak, ho mera dil todega
Yeh laal rang kab mujhe chhodega

Friday, September 9, 2011



(ehsaan tera hoga mujh par
dil chahta hai woh kehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do) (2)
ehsaan tera hoga mujh par

tumne mujhko hasna sikhaaya ho (2)
rone kahoge ro lenge ab (2)
aansoo ka hamaare gham na karo
woh behte hai to behne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par

chaahe banaa do chaahe mitaa do hoo aaaa (2)
mar bhi gaye to denge duvaayen (2)
udd udd ke kahegi khaak sanam
yeh dard-e-mohabbat sehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par
dil chahta hai woh kehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par



Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum ham rahe na ham
Waqt ne kiya…

Beqaraar dil is tarha mile
jis tarha kabhi ham juda na the
Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye
Ek raah par chalke do qadam
Waqt ne kiya…

Jaayenge kaha sujhta nahi
chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam
Waqt ne kiya…

Tuesday, September 6, 2011



Hona tha pyar…..
Hona tha pyar…..
Hua mere yaar….
Hona tha pyar…..
Hua mere yaar….
Aaye nazar……h
Chehre hazaa..r
Hona tha pyar….. (Hunm…)
Hua mere yaar…. (mere yaar….)
Hona tha pyar…..(Hunm…)

Tere dil ke shehar mein
Ghar mera ho gaya
Ho gaya….
Sapna dekha jo tum behr
Woh mera ho gya
Ho gaya….
Doobey toh yun…. (Doobey toh yun)
Jaise ho paar…. (Jaise ho paar….)
Hona tha pyar….. (Hunm…)
Hua mere yaar…. (mere yaar….)
Hona tha pyar…..(Hunm…)
O..o…..o…………

Thame dilon ki baahein
Hum aate saalo mein
Saalo mein..
Paye jawab hum ne
Tere sawalo mein
Sawalo mein..
Khwabon Ki dor…. (Khwabon Ki dor)
Toote na yaar…. (Toote na yaa…a………..r)
Hona tha pyar….. (Hona tha pyar…..)
Hua mere yaar…. (Hua mere yaar….)
Hona tha pyar….. (Mere yaa…….a……r)
Mere yaar….(Hunm…) (Yaa…….a……r)
Mere yaar….(Hunm…)(Ow……….)
Ho..na tha pyar

Friday, September 2, 2011





aashayein aashayein aashayein

kuch paane ki ho aas aas
koi armaan ho jo khaas khaas
aashayein aashayein
har koshish me ho vaar vaar
kare dariyon ko aar paar
aashayein aashayein
toofano ko chirke
manzilon ko cheen le


aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi
aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi

uud jaye leke khushi
apne sang tujhko vahaan
jannat se mulakat ho
puri ho tere har dua

aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi
aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi

guzre aise har raat raat
ho khwaishoon se baat baat
aashayein aashayein
lekar suraj se aag aag
gaayeja apna raag raag
aashayein aashayein
kuch aisa kar ke dikha
khud khush ho jaaye khuda

aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi
aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi

apni vo raftar ho rokae sae bhi tu na rukae
hasil kar aesa shikhar parvat ki bhi nazare uttae
aashayein khile dil ki
ummedein hase dil ki
ab mushkil nahi kuch bhi, nahi kuch bhi