Sunday, January 13, 2013
Saturday, January 12, 2013
Saiyaara - Full Video Song "Ek Tha Tiger - feat. Salman Khan, Katrina Kaif
Aasmaan, tera mera hua
Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
Aasmaan, tera mera hua
Saans ki tarah ruaan ruaan
Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye yeh mere
Hai tujh mein samaaye
Saiyaara main saiyaara
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein
Milenge ab yaara
Saiyaara main saiyaara
Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein
Milenge ab yaara
Tu jo mila, toh yun hua
Ho gayi poori adhoori si dua
Tu jo gaya, toh le gaya
Sang tere mere jeene ki har wajah
Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye yeh mere
Hai tujh mein samaaye
Saiyaara main saiyaara
Saiyara tu saiyara
Sitaaron ke jahaan mein
Milenge ab yaara
Saiyaara main saiyaara
Saiyara tu saiyara
Sitaaron ke jahaan mein
Milenge ab yaara
Tum pe miti, tum se bani
Tumse hua hai haan khud pe yakeen
Tu jo nahi, toh na sahi
Main hoon yahaan toh, tu hai yahin kahin
Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye yeh mere
Hai tujh mein samaaye
Saiyaara main saiyaara
Saiyara tu saiyara
Sitaaron ke jahaan mein
Milenge ab yaara
Saiyaara main saiyaara
Saiyara tu saiyara
Sitaaron ke jahaan mein
Milenge ab yaara
Thursday, January 10, 2013
Tu Hi Mera - Shafqat Amanat Ali [Jannat 2][Full Song]
Ho tere ishq mein dooba rahe
Din-raat yunhi sada
Mere khwaab se aankhein teri ek pal naa hoye juda
Mera naam tu haathon pe apne likhe baar haan
Aye kaash ke aisa bhi ek din laaye woh Khuda
Tu hi mera mera mera [x8]
Tu hi mera aa aa.. [x2]
Tu hi mera mera mera [x4]
Hai teri chahat meri zaroorat
Sooni hai tujh bin duniya meri
Naa reh sakoonga main door inse
Hai meri jannat galiya teri
Ho... ho ...
Ho..
Hai teri chahat meri zaroorat
Sooni hai tujh bin duniya meri
Naa reh sakoonga main door inse
Hai meri jannat galiya teri
Ummeed ye seene mein leke main hoo jee raha
Kabhi tu mile mujhse kahe ke main hoon bus tera
Tu hi mera mera mera [x8]
Tu hai qismat tu hi hai rehmat
Tujhse judi hai meri har khushi
Tu hi mohabbat, tu hai raahat
Lagti bhali hai teri saadgi
Paata hoon khud ko har ghadi tere bina tanha
Mujhe thaam le, mujhe rok le
Bhatka hoon main bhatka
Tu hi mera mera mera [x8]
Tu hi mera aa aa.. [x2]
Tu hi mera mera mera [x8]
Wednesday, January 2, 2013
Ishq Wala Love - Official Full Song - Student of the Year
Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love
Hota hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Meri neend jaise pehli baar tooti hai
Aankhein mulke maine dekhi hai subah
Hui dhoop zyada leke teri roshni din chadha
Ishq wala love
Jhanke badalon ki jaali ke peechhe se
Kare chandani ye mujhko ittala
Leke noor sara chand mera yahin pe hai chhupa chhupa hua
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
kyu na aise hota
Jo milte tum ho jaate gum sath mere
Hota hote hoga samjhaye hum tham jaaye thum
O dil mere
Toota zyada zyada tara jab gira
Zara zyada zyada maangu dil tera
Kabhi zyada zyada maane na dil ye sarphira
Ishq wala love
Bada ye dil nadaan tha, par aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo khone ka tha dar tujhe pata nahi kyu zyada hua
Ishq wala love
Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love
Hota hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love x2
Tuesday, January 1, 2013
Kitni Baatein - Lakshya
Kitni Baatein Yaad Aati Hain
Tasverein Si Ban Jaati Hain
Main Kaise Inhein Bhooloon, Dil Ko Kya Samjhaon
Kitni Baatein Kahane Ki Hain
Hothon Par Jo Sahmi Si Hain
Ek Roz Inhein Sun Lo, Kyun Aise Gumsum Ho
Kyun Poori Ho Na Payee Daastan
Kaise Aayee Hain Aisi Dooriyaan
Donon Ke Dilon Mein sawal Hai, phir bhi hai khamoshi
To kaun hai kiska doshi, Koi Kya Kahe
Kaise uljhano ki ye jaal hai,jinme uljhe hai dil
ab hona hai kya hassil, koi kya kahe
Dil ki hai kaisi majbooriya
khoye thae kaise raho ke nishan
Kaise Aayee Hain Aisi Dooriyan
Kitni Baatein Yaad Aati Hain
Tasverein Si Ban Jaati Hain
Main Kaise Inhein Bhooloon
Dil Ko Kya Samjhaon
Kitni Baatein...
dheere dheere naino ko
Mann yeh sahib ji
Jane hai sab ji
Phir bhi banaye bahane
Naina nawabi ji
Dekhe hai sab ji
Phir bhi na samjhe ishare
Mann yeh sahib ji
Haan karta bahane
Naina nawabi ji
Na samjhe ishare
Samjhe ishare
Dheere dheere
Naino ko dheere dheere
Jiya ko dheere dheere
Bhayo re saibo
Dheere dheere
Naino ko dheere dheere
Apna sa dheere dheere
Lage re saibo
Surkhiyan hai hawaon mein
Do dilon ke milne ki
Ha haan arziya hai nazaron mein
Lamha yeh tham jane ki
O kaise hazuri ji
Yeh lab dikhaye
Chupi laga ke bhi
Gazab hai yeh dhaaye
Dheere dheere
Naino ko dheere dheere
Jiya ko dheere dheere
Bhayo re saibo
Dheere dheere
Begana dheere dheere
Apna sa dheere dheere
Lage re saibo
Saibo, saibo…
Dheere,
Dheere (Aa….)
Dheere, dheere
Saibo
Dheere
Subscribe to:
Posts (Atom)