Lafzon se jo tha pare
Khaalipan ko jo bhare
Kuchh tto tha tere mere darmiyaan
Rishte ko kya mod doon
Naata yeh abb tod doon
Ya phir yun hi chhod doon, darmiyaan
Benaam rishta woh,bechain karta jo
Ho naa.. sake jo bayaan, darmiyaan
Darmiyaan Darmiyan
Darmeyaan Darmeyan
Kuchh tto tha tere-mere darmiyaan
Haaye
Darmiyaan Darmiyaan
Darmeyaan Darmiyaan...........
hum dil de chuke sanam
tere ho gaye hain hum, teree kasam
oh ho ho ham dil de chuke sanam
tere ho gaye hain ham, teree kasam
yeh duneeya kare sitam tujhpe mitaege hum, teree kasam
oh hum dil de chuke sanam, tere ho gaye hain hum
teree kasam - (2)
umide tumhee se hain mere sanam
thama hai tumhara hee yeh daaman
ho bhulenge kabhee naa abb tumhe hum - (2)
oh hum dil de chuke sanam
tere ho gaye hain ham, teree kasam, teree kasam
teree yado ke saye me gujregee yeh jindagee
us khuda ke bad toh puja hogee bas teree
chahe jo manglo sab tumhara hai - (2)
ho hum dil de chuke sanam
tere ho gaye hain hum, teree kasam
ho ham dil de chuke sanam
tere ho gaye hain hum, teree kasam, teree kasam
Tanhaai, Tanhaai
Dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
Har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
Tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2
Khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal
Maine Apne Haathon Mein
Ab Toote Sapnon Ke Shishe
Chubte Hai In Aankhon Mein- 2
Kal Koi Tha Yahin, Ab Koi Bhi Nahin
Banke Naagin Jaise Hai Saanson Mein Laheraayi
Tanhaai, Tanhaai, Palkon Pe Kitne Aansu Hai Laayi - 2
Kyoon Aisi Umeed Ki Maine
Jo Aise Naakaam Hui
Door Banaayi Thi Manzil
To Raste Mein Hi Shaam Hui) - 2
Ab Kahan Jaaoon Main, Kisko Samjhaaoon Main
Kya Maine Chaaha Tha Aur Kyoon Kismat Mein Aayi
Tanhaai, Tanhaai, Jaise Andhero Ki Ho Gehraayi
Dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
Har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
Tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2
Tanhaai, Tanhaai, Tanhaai, Tanhaai
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Chandni Jharne Ghatayen
Geet Baarish Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Dekho Nadi Ke Kinare
Panchi Pukare Kisi Panchi Ko
Dehko Yeh Jo Nadi Hai Milne Chali Hai
Sagar Hi Ko
Yeh Pyaar Ka Hi Sara Hai Caravan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Kaise Kisi Ko Batayen
Kaise Yeh Samjaayen Kya Pyaar Hai
Is Mein Bandhan Nahin Hai
Aur Na Koyi Bhi Deewaar Hai
Suno Pyaar Ki Nirali Hai Daastaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Chandni Jharne Ghatayen
Geet Baarish Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Han yahee rasta hai teraa, tune abb jana hai... (2)
Han yahee sapana hai teraa, tune pehchana hai
Han yahee rasta hai teraa, tune abb jana hai
Han yahee sapana hai teraa, tune pehchana hai
Tujhe abb yeh dikhana hai
Roke tujhko aandhiya, ya jamin aur aasman
Payega jo lakshya hai teraa
Lakshya toh har hal me pana hai
Mushkil koi aa jaye toh, parbat koi takraye toh
Takat koi dikhlaye toh, tufan koi mandlaye toh
Mushkil koi aa jaye toh, parbat koi takraye toh
Barse chahe ambar se aag, lipte chahe pairo se lakh... (2)
Payega jo lakshya hai teraa
Lakshya toh har hal me pana hai
Himmat se jo koi chale, dharatee hille kadmo tale
Kya dureeya kya fasle, manjil lage aake gale
Himmat se jo koi chale, dharatee hille kadmo tale
Tu chal yuhi abb sub-o-sham, rukna, jhukna nahee teraa kam... (2)
Payega jo lakshya hai teraa
Lakshya toh har hal me pana hai
Han yahee rasta hai teraa, tune abb jana hai
Han yahee sapana hai teraa, tune pehchana hai
Tujhe abb yeh dikhana hai
Jab kisiki taraf dil jhukne lage
Baat aakar zubaan tak rukne lage
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage x2
Chaahne jab lage dil kisi ki khushi
Dillagi ye nahin ye hai dil ki lagi
Aandhiyon ko dabaane se kya fayda
Pyaar dil mein chhupaane se kya fayda
Jaan se pyaara jab dildaar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage
Uski khushboo agar apni saanson mein ho
Uska sapna agar apni aankhon mein ho
Jab na dil ke behelne ki soorat lage
Jab koi zindagi ki zaroorat lage
Aur jeena bhi dushwaar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage
Jab kisiki taraf dil jhukne lage
Baat aakar zubaan tak rukne lage
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage pyaar hone lage
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
O kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Kya sochta hoon main kya chaahta hoon hai mushkil tujhe vo bataana
Maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana
Hey kya sochta hoon main kya chaahta hoon hai mushkil tujhe vo bataana
O maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana
Raaz tere sabhi kholdegi abhi in labhon pe jo muskaan hai
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana
Begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begaana
Haan kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana
O begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begaana
Pyaar ki har ghadi mushkilon ki ladi ye na samjho ye aasaan hai
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai
jaaniye heeriye
jaaniye heeriye
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
jeevan dagar mein prem nagar mein - 2
aaya nazar mein jab se koi hain
tu sochta hain tu puchata hain
jiski kami thi kya yeh wohi ha
haa yeh wohi hain - 2
tu ek pyasa aur yeh nadi hain
kaahe nahi isko tu khulke bataye
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
teri nigaahen, paa gayi rahein
par tu yeh soche jaaun na jaaun
yeh zindagi jo hai naachti toh
kyon bediyon mein hai tere paanv
preet ki dhun par naach le paagal
udta agar hai udne de aanchal
kaahe koi apne ko aaise tarsaaye
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
mitwa...
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Teri zulf phir sawaaroon
Teri maang phir sajadoon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Mujhe devta banaakar
Teri chahton ne pooja
Mujhe devta banaakar
Teri chahton ne pooja
Mera pyaar keh raha hai
Main tujhe khuda banadoon
Mera pyaar keh raha hai
main tujhe khuda banadoon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Koi dhoondne bhi aaye
Toh hame na dhoond na paye
Koi dhoondne bhi aaye
Toh hame na dhoond na paye
Tu mujhe kahin chhupa de
Mein tujhe kahin chhupa doon
Tu mujhe kahin chhupa de
Mein tujhe kahin chhupa doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Mere baazuon mein aakar
Tera dard chain paaye
Mere baazuon mein aakar
Tera dard chain paaye
Tere gesuon main chhupkar
Main jahaan ke gham bhula doon
Tere gesuon main chhupkar
Main jahaan ke gham bhula doon
Teri zulf phir sawaaroon
Teri maang phir sajadoon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon