Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke,
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanha safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis tarah leke x2
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane humein kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Ab kya hai kehna
Humko hai rehna
Jannatein bhulaa ke
Teri baahon mein panaah leke
Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke,
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke..
Meherbaani jaate jaate mujhpe kar gaya
Guzarata sa lamha ek daaman bhar gaya
Tera nazaara mila,
Roshan sitaara mila
Takdeer ka Jaise koi Ishaara mila
Ruthi hui khwahishon ne
Thodi si sulah leke
Aaya tu khamoshiyon mein
Baaton ki jirah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanah safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis tarah leke
Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke,
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanha safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis tarah leke
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane humein kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Ab kya hai kehna
Humko hai rehna
Jannatein bhulaa ke
Teri baahon mein panaah leke....
Kaisa Ishq ye kaisa Junoon hai Maahi
Beqarari mein tu hi karar'
Tu reh ke bhi door, mujh mein hai rabba
Jaane yeh kaisa hai pyar
Hum hai deewane, tere Deewane
Hum hai deewane, tere Deewane
Tujhse hai hasi, tujhse udasi
Kashmakash hai rabba
Roothi hoon phir bhi raazi
Tu hi hai maula, tu hi hai qaazi
Tu hi hai maula, tu hi qaazi
Kya karoon, mein bayayn
Tere ishq pe jaan Kurbaan
Tera Ishq he mera junoon hai mahi
Bekarari ka hai yeh karar
Kuch kehna mujhe yeh pyaas oh rabba
Jaane yeh kaisa hai pyaar
Hum hain deewane tere deewane
Hum hain deewane tere deewane
Hum hain deewane tere deewane
Hum hain deewane tere deewane
Kitni baar hum milke bhicde
Tu he jaane rabba
Duniya se hum hai begaane
Tu hai Sirf meri
Phir bhi najane
Tu hai Sirf meri
Phir bhi najane
Mujhko to yeh to bata
Dooriyan hai kyun darmiyan
Hum hain deewane tere deewane
Hum hain deewane tere deewane
Hum hain deewane tere deewane
Hum hain deewane tere deewane
Lafzon se jo tha pare
Khaalipan ko jo bhare
Kuchh tto tha tere mere darmiyaan
Rishte ko kya mod doon
Naata yeh abb tod doon
Ya phir yun hi chhod doon, darmiyaan
Benaam rishta woh,bechain karta jo
Ho naa.. sake jo bayaan, darmiyaan
Darmiyaan Darmiyan
Darmeyaan Darmeyan
Kuchh tto tha tere-mere darmiyaan
Haaye
Darmiyaan Darmiyaan
Darmeyaan Darmiyaan...........
hum dil de chuke sanam
tere ho gaye hain hum, teree kasam
oh ho ho ham dil de chuke sanam
tere ho gaye hain ham, teree kasam
yeh duneeya kare sitam tujhpe mitaege hum, teree kasam
oh hum dil de chuke sanam, tere ho gaye hain hum
teree kasam - (2)
umide tumhee se hain mere sanam
thama hai tumhara hee yeh daaman
ho bhulenge kabhee naa abb tumhe hum - (2)
oh hum dil de chuke sanam
tere ho gaye hain ham, teree kasam, teree kasam
teree yado ke saye me gujregee yeh jindagee
us khuda ke bad toh puja hogee bas teree
chahe jo manglo sab tumhara hai - (2)
ho hum dil de chuke sanam
tere ho gaye hain hum, teree kasam
ho ham dil de chuke sanam
tere ho gaye hain hum, teree kasam, teree kasam
Tanhaai, Tanhaai
Dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
Har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
Tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2
Khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal
Maine Apne Haathon Mein
Ab Toote Sapnon Ke Shishe
Chubte Hai In Aankhon Mein- 2
Kal Koi Tha Yahin, Ab Koi Bhi Nahin
Banke Naagin Jaise Hai Saanson Mein Laheraayi
Tanhaai, Tanhaai, Palkon Pe Kitne Aansu Hai Laayi - 2
Kyoon Aisi Umeed Ki Maine
Jo Aise Naakaam Hui
Door Banaayi Thi Manzil
To Raste Mein Hi Shaam Hui) - 2
Ab Kahan Jaaoon Main, Kisko Samjhaaoon Main
Kya Maine Chaaha Tha Aur Kyoon Kismat Mein Aayi
Tanhaai, Tanhaai, Jaise Andhero Ki Ho Gehraayi
Dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
Har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
Tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2
Tanhaai, Tanhaai, Tanhaai, Tanhaai
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Chandni Jharne Ghatayen
Geet Baarish Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Dekho Nadi Ke Kinare
Panchi Pukare Kisi Panchi Ko
Dehko Yeh Jo Nadi Hai Milne Chali Hai
Sagar Hi Ko
Yeh Pyaar Ka Hi Sara Hai Caravan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Kaise Kisi Ko Batayen
Kaise Yeh Samjaayen Kya Pyaar Hai
Is Mein Bandhan Nahin Hai
Aur Na Koyi Bhi Deewaar Hai
Suno Pyaar Ki Nirali Hai Daastaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Ghul Rahen Hai Rang Sare
Ghul Rahe Hai Khushbuve
Chandni Jharne Ghatayen
Geet Baarish Titliyaan
Hum Pe Ho Gaye Hai Sab Maherbaan
Kaisi Hai Yeh Rut Ke Jis Mein
Phool Ban Ke Dil Khile
Han yahee rasta hai teraa, tune abb jana hai... (2)
Han yahee sapana hai teraa, tune pehchana hai
Han yahee rasta hai teraa, tune abb jana hai
Han yahee sapana hai teraa, tune pehchana hai
Tujhe abb yeh dikhana hai
Roke tujhko aandhiya, ya jamin aur aasman
Payega jo lakshya hai teraa
Lakshya toh har hal me pana hai
Mushkil koi aa jaye toh, parbat koi takraye toh
Takat koi dikhlaye toh, tufan koi mandlaye toh
Mushkil koi aa jaye toh, parbat koi takraye toh
Barse chahe ambar se aag, lipte chahe pairo se lakh... (2)
Payega jo lakshya hai teraa
Lakshya toh har hal me pana hai
Himmat se jo koi chale, dharatee hille kadmo tale
Kya dureeya kya fasle, manjil lage aake gale
Himmat se jo koi chale, dharatee hille kadmo tale
Tu chal yuhi abb sub-o-sham, rukna, jhukna nahee teraa kam... (2)
Payega jo lakshya hai teraa
Lakshya toh har hal me pana hai
Han yahee rasta hai teraa, tune abb jana hai
Han yahee sapana hai teraa, tune pehchana hai
Tujhe abb yeh dikhana hai
Jab kisiki taraf dil jhukne lage
Baat aakar zubaan tak rukne lage
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage x2
Chaahne jab lage dil kisi ki khushi
Dillagi ye nahin ye hai dil ki lagi
Aandhiyon ko dabaane se kya fayda
Pyaar dil mein chhupaane se kya fayda
Jaan se pyaara jab dildaar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage
Uski khushboo agar apni saanson mein ho
Uska sapna agar apni aankhon mein ho
Jab na dil ke behelne ki soorat lage
Jab koi zindagi ki zaroorat lage
Aur jeena bhi dushwaar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage hone lage
Jab kisiki taraf dil jhukne lage
Baat aakar zubaan tak rukne lage
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
Bol do agar tumhein pyaar hone lage
Hone lage pyaar hone lage
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
O kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Kya sochta hoon main kya chaahta hoon hai mushkil tujhe vo bataana
Maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana
Hey kya sochta hoon main kya chaahta hoon hai mushkil tujhe vo bataana
O maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana
Raaz tere sabhi kholdegi abhi in labhon pe jo muskaan hai
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana
Begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begaana
Haan kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana
O begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begaana
Pyaar ki har ghadi mushkilon ki ladi ye na samjho ye aasaan hai
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai
jaaniye heeriye
jaaniye heeriye
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
jeevan dagar mein prem nagar mein - 2
aaya nazar mein jab se koi hain
tu sochta hain tu puchata hain
jiski kami thi kya yeh wohi ha
haa yeh wohi hain - 2
tu ek pyasa aur yeh nadi hain
kaahe nahi isko tu khulke bataye
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
teri nigaahen, paa gayi rahein
par tu yeh soche jaaun na jaaun
yeh zindagi jo hai naachti toh
kyon bediyon mein hai tere paanv
preet ki dhun par naach le paagal
udta agar hai udne de aanchal
kaahe koi apne ko aaise tarsaaye
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
mitwa...
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Teri zulf phir sawaaroon
Teri maang phir sajadoon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Mujhe devta banaakar
Teri chahton ne pooja
Mujhe devta banaakar
Teri chahton ne pooja
Mera pyaar keh raha hai
Main tujhe khuda banadoon
Mera pyaar keh raha hai
main tujhe khuda banadoon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Koi dhoondne bhi aaye
Toh hame na dhoond na paye
Koi dhoondne bhi aaye
Toh hame na dhoond na paye
Tu mujhe kahin chhupa de
Mein tujhe kahin chhupa doon
Tu mujhe kahin chhupa de
Mein tujhe kahin chhupa doon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Mere baazuon mein aakar
Tera dard chain paaye
Mere baazuon mein aakar
Tera dard chain paaye
Tere gesuon main chhupkar
Main jahaan ke gham bhula doon
Tere gesuon main chhupkar
Main jahaan ke gham bhula doon
Teri zulf phir sawaaroon
Teri maang phir sajadoon
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe toh main bata doon
Jaane tu mera kya hai, jaane tu mera kya tha,
Tu hi mera har pal, tu hi har lamha tha..
Jaane kaisi kashish hai, jaane kaisi khalish hai,
Kyu yeh saans thami hai, aankhon mein kyu nami hai..
Hai dosti humko yakeen tha, dosti aur kuch bhi nahi tha,
Hai kaisa yeh dard naya sa, kyu dil lagta tuta tuta sa,
Janaa dil jaana, kaise maine naa jaana,
Ki pyaar yahi hai, yeh jaane tu ya jaane naa..
Janaa dil jaana, kaise tune naa jaana,
yeh pyaar yahi hai, haan jaane tu ya jaane naa..
Jaane tu mera kya hai, jaane tu mera kya tha,
Tu hi mera har pal, tu hi har lamha tha..
Hhooooo…
Hoti thi tujhse subah har din ki,
Tere dopher se sham ki dhun thi ,
Hoti thi raatein teri baaton mein khoye,
Tere khayalon mein hi jaage aur soye..
Tu jo nahi to kya raha..
Jaane tu mera kya hai, jaane tu mera kya tha,
Tu hi mera har pal, tu hi har lamha tha..
Jaane kaisi kashish hai, jaane kaisi khalish hai,
Kyu yeh saans thami hai, aankhon mein kyu nami hai..
Janaa dil jaana, kaise maine naa jaana,
Ki pyaar yahi hai, yeh jaane tu ya jaane naa..
Janaa dil jaana, kaise tune naa jaana,
yeh pyaar yahi hai, yeh jaane tu ya jaane naa..
Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujhe tumse mohabbat ho gayi
Do nigahein mili
Dhadkanein ban gayi
Kuchh ishaara hua
Sharaarat ho gayi
Mohabbat ho gayi
Raaton ko khwaabon mein koi bhi aata na tha
Aake akele mein aise jagaata na tha
Har jagah har ghadi bekaraari badhi
Chein jaane laga
Ye chaahat ho gayi
Mohabbat ho gayi
Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujhe tumse mohabbat ho gayi
Pehle mera haal aise na tha jaaneman
Na bekhayaali thi na tha ye deewanapan
Na hai teri khata na mujhe hai pata
Jaane kaise kahan ye haalat ho gayi
Mohabbat ho gayi
Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujhe tumse mohabbat ho gayi
Do nigahein mili
Dhadkanein ban gayi
Kuchh ishaara hua
Sharaarat ho gayi
Mohabbat ho gayi
Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujhe tumse mohabbat ho gayi
Haan ab aise mohabbat ho gayi
Ho ab aise mohabbat ho gayi
Mohabbat ho gayi
Kya kare kya na kare yeh keyse mushkil hai Koi to bataa de iska haal o mere bhai Ke ek taraf to us se pyaar kare hum Aur usko inhe kehney se daray hum. Kya kare kya na kare yeh keyse mushkil hai Koi to bataa de iska haal o mere bhai Ke ek taraf to us se pyaar kare hum Aur usko inhe kehney se daray hum. Roz roz hum, sochta yahin, Aaj humko woh agar mil jaye kahin, To aisa bolega (saala) waisa bolega, Khullam khulla us pe dil ka raaz hum kholega, Woh saamne chamakti hai, saans hi atakti hai, Aur yeh zabaan jaati hai fisal. Tho ya kare kya na kare yeh keyse mushkil hai Koi to bataa de iska haal o mere bhai Ke ek taraf to us se pyaar kare hum Aur usko inhe kehney se daray hum. Kya kare kya na kare yeh keyse mushkil haaaai Koi to bataa de iska haal o mere bhaaaaai (Hey-a-a-a) (Hey-a-a-a) Koi badi baat nahin, Humain kehna tha jo bhi, Woh to hum yoohin kehte magar, Phir bhi kaha nahin, wajah iski hai yahi, Bas inkaar se hum ko tha dar. Ab kahe ya na kahe, kahan kahe kab kahe, Soch soch main hi woh gayi nikhal. Haan, Kya kare kya na kare yeh keyse mushkil hai Koi to bataa de iska haal o mere bhaai Ay bhai. Mere bhai. O mere bhai Hey-a-a-a Ay bhai Mere bhai O mere bhaaai Hey-a-a
Itti si hansi Itti si khushi Itta sa tukda chand ka Khwabon ke tinkon se Chal banayeinn aashiyan(x2) Naa ho chaar deewarein Phir bhi jharokhe khule Baadalon ke ho parde Shaakhi hari pankha jhale Naa ho koi takraarein Are masti thahaake chale Pyaar ke sikkon se mahine ka kharcha chale Dabe dabe paaon se Aaye haule haule zindagi Hothon pe kundi chadha ke Hum taale laga ke chal Gumsum tarane chupke chupke gaayein Aadhi aadhi baant le Aaja dil ki ye zameen Thoda sa tera sa hoga Thoda mera bhi hoga apna ye Aashiyan Itti si hansi Itti si khushi Itta sa tukda chand ka Khwabon ke tinkon se Chal banayeinn Aashiyan (x2)
ये हवायें, गुनगुनाए, पूछे तू हैं कहा
तू हैं फूलों में, कलियों में
या मेरे ख्वाबों की गलियों में x2
धरती सजी, अंबर सजा, जैसे कोई सपना
इसमें हो घर, ओ हमसफर, तेरा मेरा अपना
सुना तेरे बीना, ख्वाबों का ये मकाम, आ भी जाओ, आओ ना
ये हवायें, गुनगुनाए, पूछे.....
ओ रे पिया, सुन बोले जिया, दिल में यूँ ही रहना
खुशी, मेरे गम, सारे तुझसे सनम, तू ही दिल का गहना
ख्वाबों की राहोंपर खुशियों का कारवां, आ भी जाओ, आओ ना
Ho Oo.., Ho Oo.., Hooo.., Ho.. Ho..
Kaise Mujhe Tum Mil Gayi, Kismat Pe Aaye Naa Yakeen
Utar Aayi Jeet Mein, Jaise Chaand Utar Ta Hai
Kabhi Haule Haule Dheere Se
Gun Guni Dhoop Ki Tarah Se Tarango Mein Tum
Chhoo Ke Mujhe Guzari Ho Yuh
Dekhu Tumhe Ya Main Sunoo, Tum Ho Sukoon
Tum Ho Junoon..., Kyun Pehre Raat Aayi Tum
Kaise Mujhe Tum Mil Gayi, Hooo.., Kismat Pe Aaye Naa Yakeen, Hooo...
Main To Yeh Sochta Tha, Ke Aaj Kal Kuch Bataane Ko
Fursat Nahi Phir Bhi Tumhe Banaake Woh
Meri Nazar Main Chadh Gaya, Ruit Pe Duaa..Aur Ban Gaya
Haaaaa..., Hannnnn...,
Hooo.., Hooo..,
Badle Raaste Jharne Aur Nadi, Badli Deep Ki Tin Tin
Chhede Zindagi Dhun Koi Nahi, Badli Barkhaa Ki Rimjhim
Badlengi Rituein Ada.., Par Main Rahoongi Sada..
Usi Tarah Teri Baahon Mein Baahein Daal Ke Har Lamha Har Pal
Haaaaa..., Hannnnn...,
Zindagi Sitaar Hogayi, Rimjhim Malhaa Hogayi
Mujhe Aata Nahi Kismat Pe Apni Yakeen Kaise Mujhko Mili Tu
( In Dino, Dil Mera, Mujhse Hai Keh Raha
Tu Khaab Saja, Tu Ji Le Jara ( Hai Tujhe Bhi Izaazat, Karle Tu Bhi Mohabbat�. )� (2)
( Berang Si Hai Badi Zindagi Kuchh Rang To Bharoon Main Apani Tanahaayi Ke Waaste Abbb Kuchh Toh Karoon )� (2) Jab Mile Thodi Fursat� 2 Mujhse Karle Mohabbat Hai Tujhe Bhi Izaazat, Karle Tu Bhi Mohabbat
( Usako Chhupaakar Main Sabse Kabhi Le Chaloon Kahin Door... Aankhon Ke Pyaalon Kse Pita Rahoon Usake Chehre Ka Noor )� (2) Iss Jamaane Se Chhupakar� 2 Puri Karloon Main Hasrat Hai Tujhe Bhi Izaazat, Karle Tu Bhi Mohabbat� (2) In Dino, Dil Mera, Mujhse Hai Keh Raha Tu Khaab Saja, Tu Ji Le Jara Hai Tujhe Bhi Izaazat, Karle Tu Bhi Mohabbat� 2
Awara bhanwre, jo haule haule gaye
Phoolon ke~ tan pe, hawayen sar sarayen (6 beats)
Awara bhanwre, jo haule haule gaye (2 bars)
Phoolon ke tan pe, hawayen sar sarayen (2 bars)
Awara bhanwre, jo haule haule gaye
Phoolon ke tan pe, hawayen sar sarayen
Koyal ki koohoo koohoo, papihe ki peehuu peehuu
Jungle mein chinghar ki chayen jayen
Nadiyan mein laheren ayen
Balkhayen chalki jaayen
Bheege hoton se who gun gunaaye
Gaataa hai sahil, gata hai beheta paani
Gata hai ye dil, sun Sa Re Ga Ma Pa Da Ni Sa Re~~~~
Awara bhanwre, jo haule haule gaye Phoolon
ke~ tan pe, hawayen sar sarayen
Verse 1
He he he hey hey hey
Raat jo ayen to, sanata chayen to
Tik tik kare ghardi suno~
Door kahin guzre, rail ki sipul se
Goonjhe dharaa dhari suno
Sangeet hai ye, sangeet hai _ (2)
Manka sange~et suno~
Baahon mein leke bacha maa jo koi lori gaye
Mamta ka geet suno
Boy:
Hilkore hilkore (2)
Bangla re bangala chorri chorri bhaya
Hilkore, hilkore (2)
Jungla re jangalare re bhoomi raage bhaya
Awara bhanwre, jo haule haule gaye
Aah, phoolon ke tan pe, hawayen sar sarayen
Verse 2
Boy:
Bheege parinde jo, khud ko sukhaane ko
Par phard pharate hai suno
Gai bhi bhel bhi, gal mein pardi ganti
Kaise bajaate hai suno
Sangeet hai ye, sangeet hai _ (2)
Jeevan sangeet suno~
Barkha rari who nagin payera jo chayen gayen
Dharti ka geet suno
Girl:
Hilkore hilkore (2)
Bangla re bangala chorri chorri bhaya
Hilkore, hilkore (2)
Jungla re jangalare re bhoomi raage bhaya
Awara bhanwre, jo haule haule gaye
Phoolon ke tan pe, hawayen sar sarayen
Koyal ki koohoo koohoo, papihe ki peehuu peehuu
Jungle mein chinghar ki chayen jayen
Nadiyan mein laheren ayen
Balkhayen chalki jaayen
Bheege hoton se who gun gunaaye
Gaataa hai sahil, gata hai beheta paani
Gata hai ye dil, sun Sa Re Ga Ma Pa Da Ni Sa Re~~~~
Hilkore yey who who yeh yeh yeh
Yeh hey hey hey ----- hilkore...
halki halki mulakate thee dur dur se baate thee - (2)
dhire dhire kya ho gaya hai mai kya kahu
(kyon ladkhadaye dhadkan, kyon thar tharaye tan mann
kyon hosh meraa kho gaya hai mai kya kahu) - (2)
kuchh na kaho, kuchh na kaho - (2)
sab mere din sab rate, tumhare khayalo me rehte hai gum
kehani hai tumse jo baate, baitho jara abb sun bhee lo tum
kya mere khwab hai kya hai meree aarju
tum se yeh dastan kyon na kaho ru ba ru
kuchh na kaho kuchh na kaho - (2)
ho jajbat jitne hai dil me, mere hee jaise hai woh bejuban
jo tumse mai kehna payee, kehatee hai woh meree khamoshiya
sun sako toh suno woh jo maine kaha nahee
sach toh hai kehne ko abb kuchh raha nahee
kuchh na kaho kuchh na kaho - (2)
halki halki mulakate thee, dur dur se baate thee
dhire dhire kya ho gaya hai mai kya kahu
kyon ladkhadaye dhadkan, kyon thar tharayen tan mann
kyon hosh meraa kho gaya hai mai kya kahu
kuchh na kaho kuchh na kaho - (2)
Aye rangrez mere, aye rangrez mere
Ek baat bata rangrez mere
Yeh kaun se paani mein tune kaun sa rang ghola hai
Yeh kaun se paani mein tune kaun sa rang ghola hai
Ke dil ban gaya saudaai
Aur mera basanti chola hai, mera basanti chola hai
Ab tum se kya main shikwa karun
Maine hi kaha tha zid kar ke
Rang de chunri pi ke rang mein
(rang de, rang de chunri pi ke rang mein)
Par mue kapaas pe rang naa rukey
Rang itna gehra tera ki jaan-o-jagar tak ko bhi rang de
Jigar rang de
Rangrez tune afeem kya hai khaa li
Jo mujhse tu yeh pooche ke kaun sa rang
Rangon ka kaarobaar hai tera
Yeh tu hi toh jaane kaun sa rang
Mera baalam rang, mera saajan rang
Mera katik rang, mera aghan rang
Mera phagan rang, mera saavan rang
Pal pal rang te rang te mere aathon pehar manbhaawan rang
Ik boond ishqiyan daal koi tu
Oo ik boond ishqiyan daal koi mere saaton samandar jaaye rang
Meri hadd bhi rang, sarhad bhi rang
Behadd rang de, anhad bhi rang de
Mandir, masjid, maikad rang
Rangrez mere, rangrez mere, rangrez mere
Rangrez mere, do ghar kyun rahe
Ek hi rang mein dono ghar rang de, dono rang de
Pal pal rangte rangte rangte rangte
Naihar peehar ka aangan rang
Pal pal rangte rangte rangte rangte
Mere aathon pehar manbhaawan rang
Neende rang de, karwat bhi rang
Khawaabon ke padeh salwat bhi rang
Yeh tu hi hai hairat rang de
Aa dil mein samaa hasrat rang de
Phir aaja aur waslat rang de
Jo aa na sake toh furqat rang de
Dard-e-hijraan yeh dil mein
Dard-e-hijraan liye dil mein dard e main zinda rahun
Zinda rahun, zurrat rang de
Rangrez mere, rangrez mere
Tera kya hai asal rang
Ab tu yeh dikhla de
Mera piya bhi tu, meri sej bhi tu
Mera rang bhi tu, rangrez bhi tu
Meri naiya bhi tu, majhdaar bhi
Tujh mein doobu, tujh mein ubhroon
Teri har ek baat sar aankhon pe
Mera maalik tu, mera saahib tu
Meri jaan, meri jaan tere haathon mein
Mera qaatil tu, mera munsif tu
Tere bina kuch sujhe na, tere bina kuch sujhe na
Meri raah bhi tu, mera rahbar tu
Mera sarwar tu, mera aqbar tu
Mera mashriq tu, mera maghrib tu
Zaahid bhi mera, murshid bhi tu
Ab tere bina main jaaun kahaan, jaaun kahaan
Tere bina ab jaaun kahaan, tere bina ab main jaaun kahaan
(tere bina, tere bina .. )
Aye rangrez mere, aye rangrez mere
Ek baat bata rangrez mere
Yeh kaun se paani mein tune kaun sa rang ghola hai
Yeh kaun se paani mein tune kaun sa rang ghola hai
Ke dil ban gaya saudaai
Aur mera basanti chola hai, mera basant
mere maula maula
mere maula mann matwala kyun hua
hua re mann maula
maula mere maula
mere maula…
kis taraf hai aasman
kis taraf zameen
khabar nahi
khabar nahi
ho ho
jab se aaya hai sanam
mujhko khud ki bhi
khabar nahi
khabar nahi
ho ho…
hosh gul
sapno ke main bandhu pul
aankh kab khuli
khabar nahi
khabar nahi
ho ho
kis taraf hai aasman
kis taraf zameen
khabar nahi
khabar nahi
mere maula maula
mere maula
mann matwala kyun hua
hua re mann maula
maula mere maula
mere maula… got to be in love
got to be in love
o.. o.. o
got to be in love
got to be in love
got to be love
cause it’s really
got me going
it’s got me going
got to be love
cause it’s really
got me going
it’s got me going
got to be love
cause it’s really
got me going
it’s got me going
got to be love
cause it’s really
got me going
jaane kab kahan kaise
tere ho gaye kaise
hum toh sochte hi rehe gaye
aur pyaar ho gaya
mere khwaab dil saansle
milke kho gaye aise
tujhko dekh ke aisa toh
kayee baar ho gaya
tu kahen dil yeh tera hi rahe
aur kya kahoon
khabar nahi
khabar nahi
ho ho
kis taraf hai aasman
kis taraf zameen
khabar nahi
khabar nahi
mere maula maula
mere maula
mann matwala kyun hua
hua re mann maula
maula mere maula
mere maula… aayega woh
is intezaar mein
udh chala dil wahan
saapne jahaan main jaanu lagta hai woh
mere kareeb hai
aisa kyun hai magar
dhoonde nazar bekaabu hosh gul
sapnon ke main baandhu pul
aankh kab khuli…
khabar nahin
ho ho…
kis taraf aasman
kis taraf zameen
khabar nahi
khabar nahi
ho ho…
jab se aaya hai sanam
(jab se aaya)
mujhko khud ki bhi
khabar nahi
khabar nahi
ho ho…
hosh gul
sapnon ke main baandhu pul
aankh kab khuli…
khabar nahin
ho ho…
kis taraf aasman
kis taraf zameen
khabar nahi
khabar nahi
got to be love
cause it’s really
got me going
it’s got me going
got to be love
cause it’s really
got me going
it’s got me going
got to be love
cause it’s really
got me going
it’s got me going
got to be love
cause it’s really
got me going
it’s got me going
mere maula maula
mere maula
mann matwala kyun hua
hua re mann maula
maula mere maula
mere maula
Paani da..rang vekh ke
Paani da..rang vekh ke
Paani da..rang vekh ke
Aankhiyaan jo anju rul de
Aankhiyaan jo anju rul de
Aankhiyaan jo anju rul de
Maahiya na aaya mera
Maahiya na aaya
Maahiya na aaya mera
Maahiya na aaya
Raanjhana na aaya mera
Maahiya na aaya
Maahiya na aaya mera
Raanjhana na aaya
Aankhaan da..noor vekh ke
Aankhaan da..noor vekh ke
Aankhiyaan jo anju rul de
Aankhiyaan jo anju rul de
Aankhiyaan jo anju rul de
Kamli ho gayi tere bina
Aaja raanjhan mere
Kamli ho gayi tere bina
Aaja raanjhan mere
Baarish barkha sab kuch beh gaya
Aaya nahi jind mere
Baarish barkha sab kuch beh gaya
Aaya nahi jind mere
Aankhaan da..noor vekh ke
Aankhaan da..noor vekh ke
Aankhiyaan jo anju rul de
Aankhiyaan jo anju rul de
Aankhiyaan jo anju rul de
Kothe utte baihke
Aankhiyaan milaunde
Na jaana main tu kabhi chod
Tere utte marda
Pyaar tenu karda
Milega tujhe na koi aur
Tu bhi aa…sabko chod ke
Tu bhi aa…sabko chod ke
Meri aankhiyaan jo anju rul de
Aankhiyaan jo anju rul de
Paani da..rang vekh ke
Paani da..rang vekh ke
Paani da..rang vekh ke
Aankhiyaan jo anju rul de
Aankhiyaan jo anju rul de
Aankhiyaan jo anju rul de
Kitne dafe dil ne kaha, dil ki suni kitne dafe
Waise toh teri na mein bhi maine dhoondh li apni khushi
Tu jo agar haan kahe toh baat hogi aur hi
Waise toh teri na mein bhi maine dhoondh li apni khushi
Tu jo agar haan kahe toh baat hogi aur hi
Dil hi rakhne ko kabhi, upar upar se sahi keh dena haan
Keh dena haan yun hi
Kitne dafe dil ne kaha, dil ki suni kitne dafe
Kitne dafe hairaan hua main yeh soch ke
Uthti hai ibaadat ki khushbuyen kyun mere ishq se
Jaise hi mere honth yeh choo lete hain tere naam ko
Lagey ke sajda kiya keh ke tujhe shabd ke bol doon
Yeh khudayi chodh ke, phir aaja tu zameen pe
Aur jaa na kahin, tu saath reh ja mere
Kitne dafe dil ne kaha, dil ki suni kitne dafe
Kitne dafe mujhko laga tere saath udhte hue
Aasmaani dukaanon se dhoond ke pighla doon main chaand yeh
Tumhaare inn kaano mein pehna bhi doon boonde banaa
Phir yeh main soch loon samjhe gi tu jo main na keh saka
Par darta hoon abhi na yeh tu pooche kahin
Kyun laaye ho yeh, kyun laaye ho yeh yun hi
Kitne dafe dil ne kaha, dil ki suni kitne dafe